Thursday, July 15, 2010

DHOKHA----A TRUE CHEATING

RAMPUR KE CHOTE SE RAILWAY STATION KE PLATEFORM NO-2 PAR SARKARI GHADI ME 5:15 BAJ RAHE THE SABHI KO LUCKNOW JANE WALI RAILGADI KA INTZAAR THA, GHADI KI TIK TIK KE SAATH PLATEFORM PAR CHAHAL PAHAL TEZ HO RAHI THI PAR HAR AANE JANE WALI KI NAZAR LOHE KE SANDOOK PAR NAYI NAVELI KAMSIN SHARMAYE ANDAZ ME BAITHI DULHAN PAR AAKAR THAHAR JATI HE. GUJARTE HUE PAR PAL KE SATH DULHAN KE LIWAS ME SAJI PAYAL KI BECHAINI BADTI JA RAHI THI JAISE USE KISI KA BESABRI SE INTZAAR HO, WO PEHLI BAAR GHAR SE AKELI NIKAL PADI THI DIL ME NAI UMANG AUR ARMAAN SANJOYE HUE.
GHADI ME 5:45 BAJE RAILGADI BHI SITI BAJATI HUI PLATEFORM PAR A GAI PAR TICKET LENE KO GAYA USKA PATI NAHI AYA JO PAYAL KO PLATEFORM PAR BAITHA KE TICKET LENE GAYA THA. GHUNGHAT KI AAD SE WO SURAHIDAR GARDAN UTHA UTHA KAR DEKH RAHI THI AUR SAB USKA ROOP CHURA RAHE THE GHABRAI HUI PAYAL SAHAM GAI RAILGADI NE JANE KI SITI BAJA DI USKA DIL ZOR ZOR SE DHADAKNE LAGA MATHE KA PASEENA GORE GORE GALON SE BETHA HUA SANDLE PAT TAP TAP TAPAK RAHA THA , LEKIN KOI FAIDA NAHI RAILGADI CHUK CHUK KARKE CHALI GAI AUR SATH ME LE GAI PAYAL KA SUKH CHAIN WO THAR THAR KAMP RAHI THI AB KYA HOGA USKI SONCH SAMAJH SUNYE HO GAI THI ..
THODI DER BAAT BHAWNAO KA TUFAN RAILGADI KE SATH GUJAR GAYA TO HAMESHA BABA KI UNGLI PAKAD KE CHALNE WALI 17 SAAL KI PAYAL NE KHUD KO AKELA PAYA FIR BHI KHUD KO JHUTA DILASA DETI RAHI KI SHAYAD WO KISI MUSIBAT ME HONGE ATE HI HONGE IS AAS ME FIR SIMAT KAR BAITH GAI, DIN DHALNE LAGA THA JANVARY KA MAHINA THA SARDI TEZ HONE LAGI DULHAN APNE APKO OODNI ME LAPATNE LAGI INTZAR LANBA THA MANZIL LAPATA..............
TO READ FULL STORY CONTACT FREELANCE WRITER - GUDDU BAJPAI

List of Manuscripts
HINDI ARTICLES
0-JHANSI KA DURGA DARSHAN
BHRATIYA OPENION Magazine from Bangalore (March-2010)
1.PARVARISH--Bache bane sache
BINDIYA MAGAZINE FROM PNN NETWORK NOIDA-India (OCT. 2009)
2.DARR
SANSKARAM MAGAZINE FROM SANSKARAM Pvt. LTD. NEW DELHI (SEP.2009)
3.EDUSAT UPGRAH
REGIONAL NEWS PAPER RASHTRABODH JHANSI (2 JAN 2005)
4.EASHWAR HUM AUR ADARSH JEEVAN
STATE LEVEL NEWS PAPER SWADESH JHANSI (30JAN2004)
5.SHIKSHA KA VYAVSAIKARAN
1.Hamara Mahanagar New Delhi Newspaper (4 Dec-2009)
2. Kumud sandesh Delhi-Newspaper (26 Dec-2009)
3.Dainik Veerprataap – Jalandhar, Punjab. (29Oct-2009)
4.Din Pratidin –Ambala, punjab. (28Oct-2009)
6. Bin Laxmi na aye saraswati--Prataapbhumi Newspaper –Bhilwada-Raj. (25 Dec-2009)
7.SUKHAMAY JEEVAN
SANSKARAM MAGAZINE FROM SANSKARAM Pvt. LTD. NEW DELHI. (Nov-2009)
8.BAAL CHARITRA--YET NOT PUBLISHED
9.JEEVAN DARSHAN--YET NOT PUBLISHED
ENGLISH ARTICLES
1.GOODNESS OF NATURAL SWEETNESS
BHARAT RATNA MAGAZINE FROM B R INTERNATIONAL HONGKONG. (DEC.2006)
2.GOODNESS OF NATURAL DRINKS
BHARAT RATNA MAGAZINE FROM B R INTERNATIONAL HONGKONG. (DEC.2006)
3.ANTIOXIDANTS
VIPNET NEWS LETTER FROM VIGYAN PRASAR GOVT. ORG. NEW DELHI (FEB 2005)
4.MORE ABOUT WATER
VIPNET NEWS LETTER FROM VIGYAN PRASAR GOVT. ORG. NEW DELHI.(DEC 2005 & JAN 2006)
5.JOURNEY OF RICE
1.DREAM 2047 MAGAZINE FROM VIGYAN PRASAR GOVT. ORG. NEW DELHI (MAY-2004)
2.THE FOOD & WINGS MAGAZINE FROM THAKKAR PUBLICATION NEW DELHI.(MAY- JUNE 2004)
6.NATURAL PRESERVATIVES IN MILK
VIPNET NEWS LETTER FROM VIGYAN PRASAR GOVT. ORG. NEW DELHI (DEC-2004)
THE FOOD & WINGS MAGAZINE FROM THAKKAR PUBLICATION NEW DELHI. (SEP-OCT 2004)
7.DRINKING WATER--YET NOT PUBLISHED
8.ENVIRONMENTAL MATTERS--YET NOT PUBLISHED
9.CHYAWANPRASH--YET NOT PUBLISHED
HINDI STORIES
1. EK DHOKHA, 2. SUHAAG KA SAUDA, 3. BEJUBAAN KI DASTAAN, 4. TEESRI DUNIYA, 5.MERE PAPA, 6. HAYE TOUBA - - YET NOT PUBLISHED ( UNDER CONSIDERATION)
HINDI POEMS
1. SHIKAYAT 2. MAA , 3. GHAR KAB AAOGE, 4. MERA WAQT, 5. ZINDAGI EK PAHELI 6. JEEVAN…….YET NOT PUBLISHED ( UNDER CONSIDERATION)
ENGLISH FICTION
1.MISSION - THE MISSING PEOPLE
VIPNET NEWS LETTER FROM VIGYAN PRASAR GOVT. ORG. NEW DELHI. (SEP 2005)